[Intro]
Jaan-e-jaan, dhoondhta phir raha
Hoon tumhein raat-din, main yahaan se wahaan
[Chorus]
Jaan-e-jaan, dhoondhta phir raha
Hoon tumhein raat-din, main yahaan se wahaan
Mujhko awaaz do chhup gaye ho sanam
Tum kahaan? Main yahaan
Tum kahaan? Main yahaan
Jaan-e-jaan, dhoondhta phir raha
Hoon tumhein raat-din, main yahaan se wahaan
[Interlude]
[Verse 1]
O mere humsafar, pyaar ki raah par
Saath chale, hum magar, kya khabar
O mere humsafar, pyaar ki raah par
Saath chale, hum magar, kya khabar
[Pre-Chorus]
Raaste mein kahin, reh gaye humnasheen
Tum kahaan? Main yahaan
Tum kahaan? Main yahaan
[Chorus]
Jaan-e-jaan, dhoondhta phir raha
Hoon tumhein raat-din, main yahaan se wahaan
Mujhko awaaz do chhup gaye ho sanam
Tum kahaan? Main yahaan
Tum kahaan? Main yahaan
[Verse 2]
Dil machalne laga, yun hi dhalne laga
Rang bhara, pyaar ka, yeh samaa
Dil machalne laga, yun hi dhalne laga
Rang bhara, pyaar ka, yeh samaa
[Pre-Chorus]
Haath aise mein bas, chhod kar chal diye
Tum kahaan? Main yahaan
Tum kahaan? Main yahaan
[Chorus]
Jaan-e-jaan, dhoondhta phir raha
Hoon tumhein raat-din, main yahaan se wahaan
[Verse 3]
Paas ho tum khade, mere dil mein chhupe
Aur mujhe, kuchh pata, na chala
Paas ho tum khade, mere dil mein chhupe
Aur mujhe, kuchh pata, na chala
[Pre-Chorus]
Dil mein dekha nahin, dekha saara jahaan
Tum kahaan? Main yahaan
Tum kahaan? Main yahaan
[Chorus]
Jaan-e-jaan, dhoondhta phir raha
Hoon tumhein raat-din, main yahaan se wahaan
Mujhko awaaz do chhup gaye ho sanam
Tum kahaan? Main yahaan
Tum kahaan? Main yahaan